ReadNGrow.online – A Free Hub of Knowledge, Motivation & Growth ReadNGrow.online – A Free Hub of Knowledge, Motivation & Growth📘 What is ReadNGrow.online?💡 Topics You’ll Find on the Website🌟 Why ReadNGrow.online Deserves a Place in Your Bookmarks🔗 Want to...
Dars E Quran: Deluxe Edition
Complete Quran Majeed Urdu Tafseer. 6 Jild in Deluxe edition with Best Quality of Paper and Binding. With Top Quality of Delivery Services by #KitabFarosh.

قرآن فہمی کے ساتھ
اپنا ایمان مضبوط بنائیں
دنیا اور آخرت کی زندگی میں حقیقی کامیابی حاصل کرنے کے لئے قرآن کا فہم ہونا بہت ضروری ہے ۔
آج ہم سب لوگوں کی ناکامی اور امت مسلمہ میں تفرقہ بازی کی وجہ یہی ہے کہ ہم نے قرآن پڑھنا چھوڑ دیا ۔
درس قرآن کی اس مخلصانہ کاوش کا مقصد یہ ہے
کہ آپ قرآن مجید کو سمجھیں، قرآن کی حکمتیں سیکھیں اور اسلامی تعلیمات کو سمجھیں ۔
یہ قرآن کی تفسیر بہت عام فہم ہے کہ ہر عمر، ہر پیشہ اور اردو زبان سمجھنے والے ہر قسم کے لوگ اس کو سمجھ سکتے ہیں ۔ اور اسکے ذریعے قرآن مجید میں غور وخوض اور فکر و تدبر کرسکتے ہیں ۔
درس قرآن ڈیلکس ایڈیشن
₨ 8290.00
5 in stock
Order This Product On WhatsApp # 03450345581
فری ہوم ڈلیوری
درس قرآن کا یہ عظیم الشان تحفہ
آپکو گھر بیٹھے مل جائیگا ۔
پورے پاکستان میں
مفت ہوم ڈلیوری
بذریعہ ٹی سی ایس حاصل کریں ۔
کتاب کی پیمنٹ پہلے ادا کرنی ہوگی
اور ڈلیوری بذریعہ ٹی سی ایس ہوگی ۔
THREE Special Features:

DAILY TAFSEER LESSON:
Es Tafseer me Daily 10-15 minutes ka Dars E Quran tarteeb diya gya hai. Jo Apke Busy time Easily Adjust ho jayega. Only Read it for 20 Minutes Daily And Learn Quran By Yourself.
Authentic Tafseer Only
No Firqa Bazi. No Ikhtilafi Mazmoon or Yeh Tafseer Ulamaye kiram ki Supervision me Likhi gai hai. Fully Authentic and TrustWorthy.
Easy To Understand:
Es Tafseer me Koi Mushkil Mazmoon Nahi hain. Balky Easy Islahi and Understanable Mazmoon hain. Urdu Parhny wala Har Shakhsh is Tafseer ko Asani se smjh skta hai.

Translation:
Is Tafseer me Hazrat Maulana Ashraf Ali Thanvi RA ki Urdu Translation Shaamil ki gai hai. Which is very easy to understand word by word.
Aksar Log yeh Samajhty hain K Hazrat Thanvi RA Ki Urdu Translation bht mushkil hai Which is not true. You can check it in Pages. Very Easy And Word By Word Explanation is Available.

Why Dars E Quran?
Busy Life Solution:
Agar ap Bht Busy hain. To yeh Dars E Quran apko Tafseer Sikhany k liye Best Solution hai. Only Read it for 20 Minutes Daily. And You are Done.
Understand Islamic Teachings:
Is Tafseer ke zariye, aap Urdu mein Islami taleemat ko aasani se samajh sakte hain. Ye aapko Quran ki ahmiyat aur Islamiyat ki roshni mein taraqqi dilaata hai. Samjhne mein asan, ye Tafseer Islam ke nazariye ko wazeh karti hai.
FREE Delivery
Is Tafseer ko muft Home Delivery ke sath Pakistan bhar mein hasil kar sakte hain. Kitabon ki Price Pay karyn aur TCS ke zariye Doorstep pe hasil karein.
Apna Eman Mazboot Banayen:
Is Tafseer ke zariye, aap apne imaan aur yaqeen ko Mazboot Bana skty hain. Duniya or AKHIRAT KI BHALAI Hasil karyn.
Word By Word Translation
Es Tafseer me Har Word ki Translation separates boxes me clearly define ki gai hai. Jis k Zariye ap Asani se Meanings smjh skty hain.
Youtube Full Video
For details, aap hamare YouTube channel par mojood video ko dekh sakte hain.
Order On WhatsApp
If you’re experiencing any issues, please don’t hesitate to reach out! Simply place your order through WhatsApp at #03450345581.We are Here to ASSIST You


From Our Blog
رمضان المبارک تک پہنچنا ایک عظیم نعمت – قدر کریں اور ضائع نہ کریں
Ramadan Mubarak tak pohchna Allah ki taraf se ek azeem naimat hai, kyunki har shakhs ko yeh moka naseeb nahi hota. Yeh mahina roza, ibadat, taqwa aur maghfirat ka behtareen waqt hai. Iski barakaton se faida uthana aur isse zaya na karna har musalman ka farz hai. Jo log Ramadan Mubarak ko sirf ek maamooli mahina samajh kar guzarte hain, woh apne liye sabse bara nuqsan uthate hain. Yeh mahina apni roohani behtari ka behtareen moka hai, iski qadar karein aur isse kho na dein.
رمضان المبارک کے روزوں کا آغاز – فرضیت، احکام اور آسانیاں
Ramadan Mubarak ke rozay Islam ka ek bunyadi farz hain jo har sahib-e-nisaab baligh Musalman par wajib hain. Yeh sirf ibadat nahi, balki taqwa hasil karne aur nafs ki islaah ka behtareen zariya bhi hai. Rozay ke ahkam mein sehri, iftar, niyyat aur mukhtalif sharaiy masail shamil hain. Allah ne rozay mein aasaniyan bhi di hain, jaise safar aur bemari mein rukhsat. Ramadan Mubarak ka asal maqsad Allah ki raza aur taqwa hasil karna hai.
Other Books Categories
Contact
Order On WhatsApp # 03450345581